Adarsh Gourav, Aditya N., Lothika & Chakori Dwivedi – Jee Liya Lyrics

Jee Liya Lyrics By Adarsh Gourav

Jee Liya Lyrics

  • Artist Adarsh Gourav
  • Featured Aditya N., Lothika, Chakori Dwivedi
  • Title Jee Liya
  • Album Pyaar Unlimited

Raat bhar, chalke raat bhar
Ye kahaan main thehra
Dar badar, ghooma dar badar
Har jagah tha pehra
Jaaga, khud mein main hi jaaga
Duniya bhar se bhaaga
Mera hai yeh pal, yeh pal, yeh pal
Hoke rihaa yeh dil hai jee liya
Hoke rihaa yeh dil hai jee liya
Sapnon ka ghoont maine pee liya
Jee liya, jee liya
Lafz
Mere adhoore hain
Khwaahishon ki dhundh mein bhoole bisre hain
Dhun
Shehron ki raaton ki
Bechainiyon ka raag goonji hain
Taara, toota jab woh taara
Jebon main bhar saara
Haasil kar liya, liya, liya
Hoke rihaa yeh dil hai jee liya
Hoke rihaa yeh dil hai jee liya
Khaamoshiyon ko maine sun liya
Jee liya, jee liya
Haan jee liya, jee liya, jee liya

READ ALSO  Ayra Starr – Who’s Dat Girl Lyrics

Leave A Comment