Pritam, Arijit Singh & Amitabh Bhattacharya – Kesariya Lyrics

Kesariya Lyrics By Pritam

Kesariya Lyrics
Kesariya Lyrics
  • Artist Pritam
  • Featured Arijit Singh, Amitabh Bhattacharya
  • Title Kesariya
  • Album Arijit Singh All Time Best Hindi Hit Love Songs Collection

Mujhko itna bataye koyi
Kaise tujhse dil na lagaye koyi
Rabba ne tujhko banane mein
Kardi hain husn ki khaali tijoriyan
Kajal ki siyahi se likhi
Hain tune jaane
Kitno ki love storyaan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Patjhad ke mausam mein bhi
Rangi chanaron jaisi
Jhanke sannaton mein tu
Veena ke taaron jaisi
Hmm sadiyon se bhi lambi yeh
Mann ki amavasein hain
Aur tu phuljhadiyon wale tyoharon jaisi
Chanda bhi deewana hai tera
Jalti hain tujhse
Saari chakoriyan
Kajal ki siyahi se likhi
Hain tune jaane
Kitno ki love storyaan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Piya ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun

READ ALSO  Ayo Maff – LAST WEEK Lyrics

Leave A Comment