Vishal Dadlani & Anusha Mani – Gulaabo Lyrics

Gulaabo Lyrics By Vishal Dadlani

Gulaabo Lyrics
Gulaabo Lyrics
  • Artist Vishal Dadlani
  • Featured Anusha Mani
  • Title Gulaabo
  • Album Weekend Reset

Hey, surma lagaa ke latein uljha ke
Haath jiya pe mal-mal
Tere chhajje ke niche khade hain
Phans gaye jaise dal-dal
Tere chhajje ke niche hi khade hain
Phans gaye jaise dal-dal
Gulaabo zara itr gira do
Gulaabo zara itr gira do
Hey, naino ka nishana mujh pe laga ke
Goli chalai dhaayein dhaayein
Jhootha fasaana mujhko suna ke
Jaal bichhaya why, why
Jhootha fasaana mujhko suna ke
Jaal bichhaya why, why
Gulaabo (Zara itr gira do)
Gulaabo zara itr gira do
Tauba tauba tu to mitha sa murabba
Tauba tauba tu to shehad ka dabba
Bhen ki takki oye
Wow so lucky oye
Sab ki dain hai aur tu bole dhabba
Cocktail menu me bas tera naam (In the bar)
Poster chhap gaye nikle (Ishtehaar)
Abki baar, oye
Teri sarkaar, oye
Chipak chipak let's kiss you pooh in the car
Chal nawabi, haal sharabi
Thutt nashe mein, choor choor yun hi
Honth lag ja, ghatt se pi loon haan
Oye patakha, kar dhamaka
Bekhabar yu ghoom ghoom rahi
Mere sang tu jal zara si haan
Gulaabo
Zara gandh phaila do
Gulaabo zara gandh phaila do
(Surma lagaa ke)
(Latein uljha ke)
(Haath jiya pe mal-mal)
(Tere chhajje ke niche hi khade hain)
(Phans gaye jaise dal-dal)
(O tere chhajje ke niche hi khade hain)
(Phans gaye jaise dal-dal)
(Gulaabo zara gandh phaila do)
(Gulaabo zara gandh phaila do)

READ ALSO  Shatta Wale – For the Money Lyrics

Leave A Comment