Mithoon, Vishal Mishra, Asees Kaur & Silent Ocean – Jaan Ban Gaye Lofi Mix Lyrics

Jaan Ban Gaye Lofi Mix Lyrics By Mithoon

Jaan Ban Gaye Lofi Mix Lyrics
Jaan Ban Gaye Lofi Mix Lyrics
  • Artist Mithoon
  • Featured Vishal Mishra, Asees Kaur, Silent Ocean
  • Title Jaan Ban Gaye Lofi Mix
  • Album Lofi Love Stories

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Qismat se humein aap humdam mil gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ke Khuda de ab mujhe
Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwabo ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Aap hi Rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye
Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Arz rubaai meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko
Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Mai to sajda karun unko
Arz rubaai meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko
Jaan ban gaye

READ ALSO  Arijit Singh, Vishal Mishra & Raj Shekhar – Sun Bhi Le (Chillwave) Lyrics

Leave A Comment