Ik Tu Hai Lofi Mix by Deepanshu Ruhela Lyrics By Jubin Nautiyal

Tere bin is dil ne mar jaana
Itminaan hai mujhe tere saath
Itminaan hai mujhe tere saath
Kya karoon duniya ke lafzon ka
Itminaan de mujhe teri baat
Itminaan de mujhe teri baat, teri baat
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Tu mujhmein reh gaya hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Tere bin is dil ne mar jaana
Itminaan hai mujhe tere saath
Itminaan hai mujhe tere saath
Kya karoon duniya ke lafzon ka
Itminaan de mujhe teri baat
Itminaan de mujhe teri baat, teri baat
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tujhe rooh talak hu pehchanta
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tu bhi khud ko jaane na
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tujhe rooh talak hu pehchanta
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tu bhi khud ko jaane na
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tujhe rooh talak hu pehchanta
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tu bhi khud ko jaane na
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tujhe rooh talak hu pehchanta
Main is kadar tujhe hu jaanta
Tu bhi khud ko jaane na
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan
Tu mujhmein reh gaya hai
Mujhmein
Ik tu hai bas tu hai
Mujhmein ab main hu kahaan