Mithoon, Arijit Singh & Shashaa Tirupati – Phir Bhi Tumko Chaahunga Lyrics

Phir Bhi Tumko Chaahunga Lyrics By Mithoon

Phir Bhi Tumko Chaahunga Lyrics

  • Artist Mithoon
  • Featured Arijit Singh, Shashaa Tirupati
  • Title Phir Bhi Tumko Chaahunga
  • Album Heartbreak Hits – Hindi Vol.2

Tum mere ho iss pal mere ho
Kal shayad ye aalam na rahe
Kuch aisa ho tum tum na raho
Kuch aisa ho hum hum na rahe
Ye raaste alag ho jaaye
Chalte chalte hum kho jaaye
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Iss chaahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Meri jaan main har khaamoshi me
Tere pyaar ke nagme gaaunga (Hmm)
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Iss chaahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Aise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawaein saanson ko
Aise talaashun main tumko
Jaise ke pair zameeno ko
Hasna ya rona ho mujhe
Paagal sa dhundhu main tumhe
Kal mujhse mohabbat ho na ho
Kal mujhko ijaazat ho na ho
Toote dil ke tukde lekar
Tere darr pe hi reh jaunga (Hmm)
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Iss chaahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Tum yun mile ho jabse mujhe
Aur sunehri main lagti hoon
Sirf labon se nahi ab toh
Poore badan se hasti hoon
Mere din raat salone se
Sab hai tere hi hone se
Ye saath hamesha hoga nahi
Tum aur kahi main aur kahi
Lekin jab yaad karoge tum
Main ban ke hawa aa jaunga (Oh-oh)
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Iss chaahat mein mar jaunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga
Main phir bhi tumko chaahunga

READ ALSO  SPECRO, SKETCH, Arijit Singh, Antara Mitra & Pritam – Janam Janam (Lofi Flip) Lyrics

Leave A Comment