Dushman Ka Dada (From "the Great Grand Superhero") Lyrics By Amit Trivedi

Pairon mein hai chappal purani
Hai albeli inki kahaani
Galiyon ka hai jo rakhwala
Antakrish tak jaana maana
Bus ek phoonk se hi
Toofan ka rukh badal diya
Khadha, jahan koi bhi, hadsa
Nahin nazar se uski bach saka
Ho oh oh
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Solid hai banda jo
Dushman ka dada wo
Gardish ko peeche chod
Bandish de saari tod
Udta parinda jo
Dushman ka dada wo
Dushman ka dada wo
Khwahishein hans padi iss tarah
Mushkilon ka nahin darr zara
Kabhi kabhi wo bhi ye sochta hoga par
Lage hai khwaab sa jo ye ho raha
Ho oh oh
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Solid hai banda jo
Dushman ka dada wo
Gardish ko peeche chod
Bandish de saari tod
Udta parinda jo
Dushman ka dada wo
Dushman ka dada wo
Dushman ka dada wo
Aasmani rangon se chamka
Roshani sa chhan hai barsa
Aasmani rangon se chamka
Roshani sa chhan hai barsa
Bus ek phoonk se hi
Toofan ka rukh badal diya
Khadha, jahan koi bhi, hadsa
Nahin nazar se uski bach saka
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Ho oh oh
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Solid hai banda jo
Dushman ka dada wo
Gardish ko peeche chod
Bandish de saari tod
Udta parinda jo
Dushman ka dada wo!
Dushman ka dada wo!