Pritam & Arijit Singh – Hawayein (From “Jab Harry Met Sejal”) Lyrics

Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal") Lyrics By Pritam

Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal") Lyrics

  • Artist Pritam
  • Featured Arijit Singh
  • Title Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal")
  • Album Arijit Singh All Time Best Hindi Hit Love Songs Collection

Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahin hai mera yaqeen
Main jo tera na hua
Kisi ka nahi
Kisi ka nahi
Le jaayein jaane kahan hawayein hawayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein hawayein
Begaani hain ye baagi hawayein hawayein
Le jaayein mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaayein jaane kahan na mujhko khabar
Na tujhko pata
O o o o o
O o o o o o o
Banaati hai jo tu
Wo yaadein jaane sang mere kab tak chalein
Inhi mein toh meri
Subah bhi dhale shamein dhale mausam dhale
Khayaalon ka shehar
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hain aate jaate jo tera naam lein
Deti hain jo sadaayein hawayein hawayein
Na jaane kya bataayein hawayein hawayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaayein mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaayein jaane kahan na mujhko khabar
Na tujhko pata
O o o o o
O o o o o o eh
Chehra kyun milta tera
Yun khwaabon se mere
Ye kya raaz hai
Kal bhi meri na thi tu
Na hogi tu kal
Meri aaj hai
Teri hain meri saari wafaayein wafaayein
Maangi hain tere liye duaayein duaayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaayein mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaayein jaane kahan
(Hawayein hawayein)
Le jaayein tujhe kahan
(Hawayein hawayein)
Le jaayein jaane kahan
Le jaayein tujhe kahan
Le jaayein jaane kahan
Le jaayein mujhe kahan
Le jaayein jaane kahan
Le jaayein mujhe kahan
O o o o o
O o o o o o o

READ ALSO  Arijit Singh – Mon Majhi Re (From "Boss") Lyrics

Leave A Comment