Tanishk Bagchi, Shreya Ghoshal, B. Praak, Irshad Kamil & Elnaaz Norouzi – Ishq Bukhaar Lyrics

Ishq Bukhaar Lyrics By Tanishk Bagchi

Ishq Bukhaar Lyrics
Ishq Bukhaar Lyrics
  • Artist Tanishk Bagchi
  • Featured Shreya Ghoshal, B. Praak, Irshad Kamil, Elnaaz Norouzi
  • Title Ishq Bukhaar
  • Album Eid Mubarak – Party Hits

Aaye ho to jaona dil jaalake
Paani paani kardi nazar milaake
Aaye ho to jaona dil jaalake
Paani paani kardi nazar milaake
Dheere dheere se utrega mere yaar
Yeh ishq ka bukhaar
Aaya hu mein aag yahan jaalaaney
Paani paani karke tujhey bheegane
Dheere dheere se sab doonga main utaar
Yeh ishq ka bukhaar
Meethi meethi baatein karna
Baaton mein hi raatein karna
Raaton mein mulaqaatein karna
Karte rehna aana jaana aana jaana
Ji jaan luta dungi aaj tujh pe kasam se
Kyon laal ho raha hai mohabbat mein sharam se
Main kaam tere aaun hain ye dil mein chaahtein
Khil jayega ye husn mera tere karam se
Aye ho to jaona dil jaalake
Paani paani kardi nazar milaakey
Dheere dheere se utrega mere yaar
Yeh ishq ka bukhaar
Humein menhgi padegi tu
Badi laagat se bani hai
Teri kya baat haseena
Badi fursat se bani hai
Bagawat kyon na karega
Bataao ishq hamaara
Chadha hai aasman pe aasman pe
Ishq ka paara
Aaya hu mein aag yahan jaalaaney
Paani paani karke tujhey bheegane
Dheere dheere se sab doonga main utaar
Yeh ishq ka bukhaar
Aaye ho to jaona dil jaalake
Paani paani kardi nazar milaakey
Dheere dheere se utrega mere yaar
Yeh ishq ka bukhaar

READ ALSO  Yeat – Nëw turban Lyrics

Leave A Comment