Zaalima – Lofi Mix by Deepanshu Ruhela Lyrics By Arijit Singh

Jo teri khatir tadpe pehle se hi kya use tadpaana
O zaalima
O zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi kya use behkaana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khatir tadpe pehle se hi kya use tadpaana
O zaalima
O zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi kya use behkaana
O zaalima
O zaalima
Aankhein marhaba, baatein marhaba
Main sau martaba deewana hua
Mera na raha jab se dil mera
Tere husn ka nishana hua
Jiski har dhadkan tu ho aise dil ko kya dhadkaana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khatir tadpe pehle se hi kya use tadpaana
O zaalima
O zaalima
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Itr tu ghol de, ghol de
Main hi kyun ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de, bol de
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Itr tu ghol de, ghol de
Main hi kyun ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de, bol de
Leke jaan hi jaayega meri
Kaatil har tera bahaana hua
Tujhpe hi shuru, tujhpe hi khatam
Mere pyaar ka fasaana hua
Tu shamma hai to yaad rakhna main bhi hun parwaana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khatir tadpe pehle se hi kya use tadpaana
O zaalima
O zaalima
Deedar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaai
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaai
Kyun is tarah se duniya jahaan mein karta hai meri ruswaai
Tera kusoor aur zaalima main kehlaai
Deedar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaai
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaai
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaai