Zaalima Lyrics By Arijit Singh

Jo teri khaatir tadpe pehle se hi kya usey tadpaana
O zaalima
O zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi kya usey behkana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khaatir tadpe pehle se hi kya usey tadpaana
O zaalima
O zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi kya usey behkana
O zaalima
O zaalima
Aankhein marhaba baatein marhaba
Main sau martaba deewana hua
Mera na raha
Jab se dil mera
Tere husn ka
Nishana hua
Jiski har dhadkan tu ho aise
Dil ko kya dhadkana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khaatir tadpe pehle se hi kya usey tadpaana
O zaalima
O zaalima
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Itrr tu ghol de
Ghol de
Main hi kyun ishq zaahir karoon
Tu bhi kabhi bol de
Bol de
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Itrr tu ghol de
Ghol de
Main hi kyun ishq zaahir karoon
Tu bhi kabhi bol de
Bol de
Leke jaan hi
Jaayega meri
Qaatil har tera
Bahaana hua
Tujhse hi shuru
Tujhpe hi khatam
Mere pyaar ka
Fasaana hua
Tu shamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hoon parwaana
O zaalima
O zaalima
Jo teri khaatir tadpe pehle se hi kya usey tadpaana
O zaalima
O zaalima
Deedaar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaayi
Kyun is tarah se duniya jahan mein
Karta hai meri ruswaayi
Tera kasoor aur zaalima main kehlaayi
Deedaar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlaayi